- aam admi apni jiwan ka ek hisa verth kar chuka hai
- or dusra hisa 20 sal ke baad suru hota hai or
- or is mai admi bahut mehnat karta hai or is mai hi us ke upar anek jimedariya aa jati or o us bojha mai ulajha jata hai or is mai use pata hi nahi chalta ki uske jiwan jine ka kya matlab hai o lagatar laga harta hai sangharsh karne mai or o abna jiwa jine ke liye aaya tha par o kisi or ke liye apna jiwan samrpit kar deta hai or use pata bhi nahi chalta Kai o kis Karan se yaha par aaya hai o Kewal moh maya ke chakkar main ulacha kar rah jata hai o ek din o is duniya se albida ho jata hai
- is tarah jab tak ki us ke jindgi ka ant nahi ho jata tab kar o kam karne mai laga hota hai ki apne pariwar ko kis tarah se rakhau ki o bahut khush rahe
- lekin o ye nahi sochata ki jo hame is khubsurat Prithvi par feja hai us ke liye bhi kuch kar liya jaye o unko bhul jata hai o apna mai laga rahta hai
- or jab ant samay aata hai tab us ko samajh aana shuru hi hota hai ki use fir apne purane ghar par Jana padta hai
- or jab tak jindagi jio ji bhar kar jina chahiye kisi ke liye nahi balki apne karm ko aacha kam mai lagaw o jo aap ko jindgi de hai unko bhi kuchh samay to tab aap ek safal admi ho nahi to aap ke aane ka koyi matlab hi nahi
- ki jab ye duniya chhod ke niklo to aap ko koyi galat na kah sake kuchh yesa kar dighao
- ye jindagi bhahut muskil se milti hai