Main ek kahani batane jaa raha hoon jo ki hame sikhata hai ki hame kisi bhi cheez me patient rakhna chahiye. ye kahani hai khargosh aur kachhue ki. khargosh jo ki kachhua se kafi tezz bhag sakta hai .khargosh aaya aur kachhue ko bola tum mujhe race me Hara do to tumhe main khana dunga aur kachhua bhi bhuka tha usne race ke lie man liya .khargosh aur kachhue me race huee khargosh kachhua se bahut aage nikal gaya aur khargosh socha ye kachhua mujhe haryega aur is gurur me sogaya .kuchh hi der baad kachhua khargosh se aage nikal gaya aur Jeet Gaya khargosh ki aankhein khuli aur usne dekha kachhua Jeet Gaya .khargosh ko khana Dena pada isliye kahte hai doston patient rakhna bada hi zaruri hai.tabhi tum life me kuchh kar sakte ho.jai hind